عاشق باران,عاشق پاییز دلنوشته ها،داستان،اشعار و سروده ها،عکس و مطالب مذهبی و قرآنی*دانلود نرم افزار و بازی آندروید*
|
Main agar kahoon
tumko paya hai to jaise khoya hun kehna chaahu bhi to tumse kya kahun tumko paya hai to jaise khoya hun kehna chaahu bhi to tumse kya kahun kisi zabaan meinn bhi wo lafz hi nahee ki jin mein, tum ho kya tumhe bata sakoon main agar kahoon tumsa haseen kaayanaat mein nahi hai kaheen tareef ye bhi to sach hai kuch bhi nahee tumko paya hai to jaise khoya hun shokheeyon mein doobi ye adaayein chehre se jhalki hui hain zulf ki ghani ghani ghataayein shaan se dhalki hui hain lehraata aanchal hai jaise baadal baahon mein bhari hai jaise chaandni roop ki chaandni main agar kahoon yeh dilkashee hai nnahi kaheen na hogi kabhi tareef ye bhi to sach hai kuch bhi nahee tumko paya hai to jaise khoya hun tum hue meherbaan to hai ye daastaan ho… tum hue meherbaan to hai ye daastaan ab tumhara mera ek hai kaarvan tum jahaan main vahaan main agar kahoon humsafar meri apsara ho tum ya koi pari tareef ye bhi to sach hai kuch bhi nahee tumko paya hai to jaise khoya hun kehna chaahu bhi to tumse kya kahun kisi zabaan meinn bhi wo lafz hi nahee ki jin mein, tum ho kya tumhe bata sakoon main agar kahoon tumsa haseen kaayanaat mein nahi hai kaheen tareef ye bhi to sach hai kuch bhi nahee نظرات شما عزیزان: برچسبها: متن, [ پنج شنبه 23 مهر 1394 ] [ 4:24 ] [ شیوا پ ]
[
|
|
[ طراحی : پرشین اسکین ] [ Weblog Themes By : Persian skin ] |